Saturday, 20 May 2017

RASUL ALLAH KE Naam

ʿAbdullah b. ʿAbbas narrates that the Prophet (upon him blessings and peace) said, “I am Muhammad in the Quran, Ahmad in the Injīl, Aḥīd in the Torah; I am Aḥīd for I will distance my ummah from the fire of hell.”

—Ibn ʿAdī in al-Kāmil, Ibn ʿAsākir in Tārīkh al-Dimashq.

JUME KI FAZILAT

Huzoor sallah alhye wasallam Ki Juma Ki Sunnate:
=>Miswaak
=>Gusal
=>Achacha Libaas
=>Khushbu
=>Surmaa
=> Durood Sharif
=>Namaz Me
Surah-E-Kahaf Ki Tilaawat.

Farmane Mustafa Sallallahu Taala Alayhi W Sallam Hai Ki
JUMA Ke Din Mujh Par
DUROOD SHARIF Ki Kasrat Kiya Karo
Beshak Meri UMMAT Ka DUROOD
JUMA Ke Din Mujh Par
Pesh Kiya Jata Hai.
[ASSUNUL QUBRA:3]

Jo JUMA Ke Din Ya Raat Me SURAH-DUKH'KHAN Padhega
ALLAH Azzwajal JANNAT Me Uske Liye
1 Ek Ghar Banayega
[Almojamul Kabeer]

Jo Shakhs Susti Ki Wajah se 3 JUM'A Chhod Dega
ALLAH Ta'ala Us Ke DIL Par Mohar Laga Dega
(Abu Dawood Jild:1 Safa:393 Hadees:1052)

*Taalibe_Duaa*